Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan Lyrics from Veer Zaara (2004), featuring Shah Rukh Khan, Rani Mukharji and Preity Zinta in lead roles. The song is sung by Lata Mangeshkar and Udit Narayan. The music composed by Madan Mohan and lyrics written by Javed Akhter.
SINGER : Lata Mangeshkar, Udit NarayanMUSIC : Madan Mohan
LYRICS : Javed Akhter
STARS : Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukharji
MUSIC LABLE : Yesh Raj Music
Yeh Hum Aa gaye Hain Kahaan Lyrics
Lehraati huyi raahein
Kholein huye hain baahein
Yeh hum aa gaaye hain kahaan
Palkon pe gehre halke
Hain reshmi dhundhal ke
Yeh hum aa gaye hain kahaan
Haa.. ye hum aa gaye hain kahan
Wo dekho zara parvaton pe ghatayein
Humari daastan haule se sunaaye
Suno toh zara ye phulo ki waadi
Humari hi koi kahaani hai sunati
Sapno ki iss nagar mein
Yaadon ki iss rehguzar mein
Ye hum aa gaye hain kahan
Haa.. ye hum aa gaye hain kahan
Jo raahon mein hai root ne sona bikhera
Sunehra huaa tere mere savera
Jameen so gai barf ki chaadro mein
Bas ek aag si jalti hai do dilon mein
Hawaayein san-sanaye badan kaanp jaaye
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haa.. ye ham aa gaye hain kahaan
Ye barsat bhi kab thamein kaun jaane
Tumhe mil gaye pyar ke sau bahaane
Seetaro ki hai jaise baarat aayi
Hamare liye hai raat yun jagmagai
Sapne bhi jhil-milaye, dil mein diye jalaye
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haa.. ye ham aa gaye hain kahaan
Ha.. ye ham aa gaye hain kahaan
(Yeh Hum Aa Gaye gaana Veer Zaara film se liya gaya hai aur isey gaaya hai Lata Mangeshkar aur Udit Narayan. Sangeet diya hai Madan Mohan ne aur gaane ko likha hai Javed Akhter ne.)